via TheSufi.com http://ift.tt/1Q3FTwv
Tuesday, 3 November 2015
Kalam Bahadar Shah Zafar, the last Mughal Emperor who was exiled to Burma and died there. Lagtaa nahin hai dil mera ujray dayar mein kis ki bani hai aalam-e-naa_payedaar mein kah do in hasraton se kahin aur jaa basein itani jagah kahaan hai dil-e-daagdaar mein umr-e-daraaz maang kar laaye they chaar din do arzoo mein kaT gaye do intazaar mein kitnaa hai bad_naseeb "Zafar" dafn key liye do gaz zamin bhi na mili kuu-e-yaar mein لگتا نہیں ہے دل میرا اجڑے دیار میں کس کی بنی ہے عالم نہ پایا دار میں کہ دو ان حسرتوں سے کہیں اور جا بسیں اتنی جگہ کہاں ہے دل داغدار میں عمر دراز مانگ کے لاے تھے چار دن دو آرزو میں کٹ گۓ دو انتظار میں کتنا ہے بدنصیب ظفر دفن کے لیے دو گز زمین بھی نہ ملی کوے یار میں See post at http://ift.tt/1HoR6iW #urdupoetry
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment